Qurbani Accept Hone Ke Liye Sirf Janwar Nahi, Yeh Amal Bhi Zaroori Hai
Eid ul Adha sirf gosht taqseem karne ya janwar zibah karne ka naam nahi hai. Is ibadat ka asal maqsad Allah ki raza hasil karna, apni niyyat ko saaf rakhna aur taqwa ko mazboot banana hai. Bohat se log samajhte…
